Maqsood Administrator
Number of posts : 383 Location : KOREA Registration date : 2008-04-10
| Subject: Mai Nay Chaand oor Sitaron Ki Tamanna Ki Thee Sun May 25, 2008 4:38 am | |
| Mai nay chaand oor sitaron ki tamanna ki thee mojh ko raton ki sayahi kay sewa koch na mila
men woo naghma hon jesay pyar ki mehfil na mili woo mosafir hon jesay koi bi manzil na mili
zaham pay bharon ki tamanna ki thee me nay chaand oor sitaron ki tamanna ki thee
kisi ghesoo kisi aanchal ka sahara bi nahi rastay men koi dhundala sa sitara bi nahi
meri nazron nay nazaron ki tamanna ki tee me nay chaand sitaron ki tamanna ki thee
tojhay kya khabar koi barbad ha tere dil ki dunya to abad ha
aay bhulay dil to kahan aa geya jahan dad ha na faryad ha
meri nazron nay nazaron ki tamanna ki thee me nay chaand sitaron ki tamanna ki tee ------------------------------------------------------ posted by mohsin | |
|