MAQSOOD
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

MAQSOOD

Welcome to my forum
 
HomeHome  Latest imagesLatest images  SearchSearch  RegisterRegister  Log inLog in  

 

 Apane Khwaboon mein

Go down 
AuthorMessage
Maqsood
Administrator
Administrator
Maqsood


Number of posts : 383
Location : KOREA
Registration date : 2008-04-10

Apane Khwaboon mein Empty
PostSubject: Apane Khwaboon mein   Apane Khwaboon mein Icon_minitimeSun May 25, 2008 4:52 am

Apane Khwaboon mein tujhe jis ne bhi dekhaa hoga


Apane Khwaboon mein tujhe jis ne bhi dekhaa hoga
Aankh khulate hi tujhe dhoond-ne nikala hoga

Zindagi sirf tere naam se mansoob rahe
Jaane kitane hi dimaagoon ne ye socha hoga

Dost ham us ko hi paigaam-e-karam samajhenge
Teri furqat ka jo jalata huaa lamha hoga

Daaman-e-zist mein ab kuch bhi nahin hai baaqi
Maut aye to yaqinan use dhoka hoga

Raushani jis se utar aye lahoo mein mere
Ai masihaa wo mera zakhm-e-tamannaa hoga

__________________
Apane Khwaboon mein Ws)
میں تو سمجھا تھا کہ لوٹ آتے ھیں جانے والے
تُو نے جا کر تو جدائی میری قسمت کر دی
Back to top Go down
https://maqsood.forumotion.com
 
Apane Khwaboon mein
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» jis desh mein ganga rehta hai..
» Kee mein jhooth bolya--Bhagwant Mann
» Life mein kabhi kabhi

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
MAQSOOD :: SHAYRI & POETRY-
Jump to: