MAQSOOD
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

MAQSOOD

Welcome to my forum
 
HomeHome  Latest imagesLatest images  SearchSearch  RegisterRegister  Log inLog in  

 

 Kitna Socha Par Samajh Na Paye Kya Hai Zindagi

Go down 
AuthorMessage
Maqsood
Administrator
Administrator
Maqsood


Number of posts : 383
Location : KOREA
Registration date : 2008-04-10

Kitna Socha Par Samajh Na Paye Kya Hai Zindagi Empty
PostSubject: Kitna Socha Par Samajh Na Paye Kya Hai Zindagi   Kitna Socha Par Samajh Na Paye Kya Hai Zindagi Icon_minitimeSun May 25, 2008 4:45 am

Kaash Koi Samjha Daita ...


Guftugo Ke Lamhon Main
Dekh He Nahi Paatay
Ham Tumharay Chehray Ko
Tum Hamari Aankhon Ko
Aaj Aisa Kartay Hain
Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain
Baat Chor Datay Hain

Jaane Kiya Lamha Hoga
Jab Ye Hath Hathon Say
Gar Kabhi Juda Hoga
Aaj Aisa Kartay Hain
Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain
Hath Chor Datay Hain

Kash Koi Samjha Day
Loag Kis Tarah Dil Ki
Manzilain Alag Kar Kay
Saath Chor Datay Hain
Aaj Aisa Kartay Hain
Bey-sabab Bikhartay Hain
Zaat Taur Datay Hain...

__________________
Kitna Socha Par Samajh Na Paye Kya Hai Zindagi Ws)
میں تو سمجھا تھا کہ لوٹ آتے ھیں جانے والے
تُو نے جا کر تو جدائی میری قسمت کر دی
Back to top Go down
https://maqsood.forumotion.com
 
Kitna Socha Par Samajh Na Paye Kya Hai Zindagi
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Ghazal- Faslay aisen bhi hoon ge socha na tha...

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
MAQSOOD :: SHAYRI & POETRY-
Jump to: