MAQSOOD
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

MAQSOOD

Welcome to my forum
 
HomeHome  Latest imagesLatest images  SearchSearch  RegisterRegister  Log inLog in  

 

 Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha

Go down 
AuthorMessage
Maqsood
Administrator
Administrator
Maqsood


Number of posts : 383
Location : KOREA
Registration date : 2008-04-10

Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha Empty
PostSubject: Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha   Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha Icon_minitimeSun May 25, 2008 4:40 am

Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha Ws)
Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha


Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha

Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha
Teri Aankh Say Aansoo Nikalta Apna Daikha Tha

Tum Kehti Jaa Rahi Thi, Mujhey Kuch Pata Nahin Hai
Jo Kuch Hua Hai Abb Tak, Ye Mairi Khata Nahin Hai

Ankhein Tumhaari Uss Sapne Mein, Aisey Lag Rahin Thi
Kisi Guzrey Huey Ikk Pal Ka Jaisey Rasta Tak Rahin Thi

Chehra Yoon Tumhara Daikh Kar, Kaisey Aansoo Rok Paata
Kaisey Kaatey Hain Mainey Raat Din, Kaisey Tumhein Bataata

Tum Phir Say Keh Rahi Thi, Mujhey Baatein Woh Sab Puraani
Yoon Majboor Kar Rahi Thi, Ke Karoon Poori Woh Kahaani

Jiss Kahaani Mein Sirf Tum Ko, Mainey Dunya Tha Apni Maana
Jiss Mein Apney Jeeney Ka Maqsad, Tha Tumhi Ko Jaana

Tum Ye Keh Rahi Thi Ke Tum Ko, Abb Mairi Yaad Aa Rahi Hai
Sachey Pyar Ki Qadar Kya Hoti Hai, Zindagi Sikha Rahi Hai

Mujhey Maaf Karna Main Abb Kabhi Bhi, Wapas Na Lot Paaoonga
Jin Par Tum Nimak Chirrhak Sako, Unn Zakhmon Ko Na Dikhaaoonga


------------------------------------------------

posted by mohsin
Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha Ws)
میں تو سمجھا تھا کہ لوٹ آتے ھیں جانے والے
تُو نے جا کر تو جدائی میری قسمت کر دی
Back to top Go down
https://maqsood.forumotion.com
 
Kal Raat Mainey Ajeeb Sa Ikk Sapna Daikha Tha
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Yaadon se koi Raat Jo KHAALI nahi Jati...

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
MAQSOOD :: SHAYRI & POETRY-
Jump to: